Sirf Us ke hont kagaz par bana deta houn
Zaid_khud bana leti he hountoun pe hansi apni jaga
Kathan bohut he musafat, safar ado hi sahi
Zaid_to hum safar na sahi, teri aarzoo hi sahi
Sehra ko bohut naaz he apni werani pe_zaid
Waqif nahi shayad mere ujre hoe ghar se
Shehar sunsan he kidhar jaain _ _ _
Zaid_khak hokar kahain bikhar jaain
Phir kar na sake kuch bhi to pane ki tamanna_zaid
Jo mujh pe guzri wo agar tere sath ho
Mere aanso mere andar girte hain
Zaid_jese darya bich samandar girte hain