Showing posts with label Neend. Show all posts
Showing posts with label Neend. Show all posts
Thursday, 7 November 2013
Thursday, 24 October 2013
Special Night Nazam Shayari Photo
Aik Raat Aujalo Mere Lie
Aik raat aujalo mere lie
Main so jaoun_ _ _tum jago
Ek shabnam hath rakho sene par
Lams jage to lab mehkhao
Sans main phool khilao
Hawa chale to _ _ _
Palkoun par tare barsao
Neend ke par phele jaain
Phir khuwab samandar jhago
Ek raat ujalo mere lie
Main sojao zaid tum jago
Wednesday, 24 July 2013
Sad Urdu Romantic And Loving Ghazal For Break Up
Main Us Ke Bad Sadyoun Tak Na Soya
Jise paya use khoya tha ek din
Main apne hal pe roya tha ek din
Mai us ke bad sadyoun tak na soya
Wo meri neend main soya tha ek din
Main kese bhool jao us ko yaroo
Mere phelo main jo roya tha ek din
Kyun zaid use main din main doundho
Wo mujh se raat main khoya tha ek din
Monday, 13 May 2013
Urdu Very Sad Ghazal About Deep Love And Gham
Phir Kisi Ki Yaad Aai _ _ _
Phir kisi ki yaad aai _ _ _
Neend na aankho main raat bhar
Yaad aai thi teri gham khuwar ban kar
Hal-e-dil pe muskurai raat bhar
Jab tamannao ki shama bujh gai
Dard ki shama jalai raat bhar
Phelwe zaid main kuch bhi na bacha
Dastaan aesi sunai raat bhar
Wednesday, 1 May 2013
Very Saddest Heart Break Urdu Shayari With Nice Designed Pics
Kholi Aankh Rakhi Nend Main Bhi
Wo to kaheye ke kholi aankh rakhi neend main bhi
Warna hum par shab ka koi war to chal jana tha
Fasal bar-wqt na kati jo dosro ki _ Zaid
Aasmano ne zamino ko nigal jana tha
Piyar Magar Hum Karte Hain
Hum dunya se darte hain
Aur abhi tak darte hain
Piyar magar hum karte hain
Zaid_aur abhi tak karte hain
Mujh Se Bichar Ke To
Mujh se garez chahe to har rasta badal
Main sang-e-raah ho to sabhi rasto main houn
Mujh se bichar ke to bhi roe ga umer bhar_Zaid
Ye soch le ke main bhi teri khowahisho main houn
Thursday, 18 April 2013
Urdu Shayari Archive For "Neend"
Neend se kia shikwa jo aati nahi_Zaid
Qusor to us chere ka he jo so sone nahi deta
Tabeer hi sochte rahe adrohe khowabo ki
Zaid_aur neend aankho ki dheleez pe tarapti reh gai
Aagai na phir tumhain neend _ Zaid
Ajeeb shakhs ho mohabbat bhi karte ho aur aaram bhi