Zaat he aetbar-e-zaat nahi_zaid
Ab to main khud bhi apne sath nahi
Lafz kehne waloun ka kuch nahi_zaid
Lafz sehne wale kamal karte hain
Aakhir us ne chor hi diana mujhe_zaid
Kha tha rulao,satao bus chor mat jana
Dil ki dunya kuch is tarah se guzri_zaid
Us ne dard ka aadi banaya phir dard dena bhi chor dia
Tujh se rishta main chor jaogi
Zaid_main tera shehar chor jaogi
Log aese bhi badal jate hain_zaid
Mosam ki misal dekar kha us ne
Kia phir se ho nahi sakta?hum jan mange _ _ _
Zaid_aur aap gale se laga kar kho aur kuch ya bus
Milta bhi nahi tumhare jesa koi aur is shehar main_zaid
Hamain kia maloom tha ke tum ek hi ho aur wo bhi kisi aur ke
Qurban hojao us shakhs ki hatho ki lakeroun par
Zaid_jis ne tujhe manga bhi nahi aur apna bana lia
Kuch na hua hasil hamain_zaid
Ek muddat se tere diwane rahe