Lafzoun ki banawat mujhe nahi aati
Zaid_mujhe bus tumhara piyar chaiye
Ab wo pochne aaya he mera haal_Zaid
Us ko batlao murde bola nahi karte
Shoq se toro mera dil _zaid ur rehman
Mera kia he apna hi ghar barbad karo ge
Rah par jis ne aap ko_zaid
Wo meri dewangi thi me nahi thi
Bohut hi naaz se choma us ne honto ko marte waqt
Kehne lagi jan manzil aakhri he kahi piyas na lag jae
Band lain hath pe seene pe sajalain tum ko_zaid
Ji main aata he taweez bana lain tum ko
Har jurm meri zaat se mansob hua he_zaid
Kia mere siwa shehar main masoom hain sare
Aao chup ki zuban main _ zaid
Itni batain kare , ke thak jain
kabhi ye bhi kehdo,hamare bin adhore ho _ _ _
Zaid_tumhara kia bigharta he,zara sa jhot bolne main